Tuesday, February 10, 2009

उसी मोड़ पे

जहाँ मिले थे पहले उसी मोड़ पे आया करो
जब भी मैं आवाज़ दूँ तुम दौड़ के आया करो

गुरूर इश्क में ज़हर पैदा करता है
एक इल्तिजा है, इसे घर छोड़ के आया करो

ये हादसों का शेहर है, ताकि यहीं के लगो
सिर किसी पत्थर पे फोड़ के आया करो

घूंघट में दब गयी हैं यहाँ कई जवानियाँ
तुम शर्म-ओ-लिहाज़ रस्म-ओ-रिवाज़ तोड़ के आया करो

इससे पहले कि टूट के बिखर जाएँ 'अकेला'
नाज़ुक रिश्तों को फिर से जोड़ के आया करो

~अकेला~

7 comments:

  1. Wah Shayar kya likhta hai..
    ghoonghat mein dab gayee hain......
    tum sharmo lihaaz chhod ke aaya karo...

    Bahoot khoob ..bahut khoob.

    ReplyDelete
  2. wah ashish wah....very nice....

    ReplyDelete
  3. har ek line mein visualize kar raha tha main ki kya kehna chahta hain shayar!

    bahut hi umda likha hain!!

    ReplyDelete
  4. Subhan allah,
    Bahut khoobsurat ghazal hai ashish. sPecially this sher :
    Ghuroor ishk main ek zahar paida karta hai,
    Ek ilteza hai ise ghar chod ke aaya karo.

    waise still need to work little more on 'behar' and 'radeef'
    rest is fine....

    myselfazm
    Good luck...

    ReplyDelete
  5. mashallah ... miyaN kya khoob likha hai ...hum to aapki shayari ke kaayal ho gaye ...

    ReplyDelete
  6. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  7. bahut bhadiya hazoor!!

    aapki ghazlon ki rangat to badti hi jaa rahi..

    this is my fav...
    yeh haadson ka shehar hai, taaki yahin ke lago...
    sar kisi pathar pe phod ke aaya karo...

    aapki tarah ek line mein bhi add karna chaoongaa aapki ghazal mein...

    vaaizon ki mehfil mein ishq nahi pala karte...
    akal ke karobar se moonh mod ke aaya karo...

    ReplyDelete